Discount Offer लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Discount Offer लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 22 अप्रैल 2016

Only Rs. 4,500/- Me GPS Mini me 300 sq. Ft. Plot Pane ka Sabse Behtar Mauka


* GPS Mini ki Joining Kewal Rs. 4,500/- Hai.
* GPS Mini me kewal Level -4 tak hi Gift diye jayenge.
* GPS Laon Pool se Member ke kisi 1 GPS Package ka Amount Adjust kar liya jayega.
* GPS Clone ID ka laabh tab tak nahi diya jayega jab tak aage chalkar Member kisi Package se Join nahi ho jata.
* Plot ki Puri Rakam jama hone par Registry Members ko apne kharch se karwani hogi.
* Plot ki 60 month ki EMI ₹ 833/- per month
Members ko khud dena hoga.
* Agar Kisi Member ke Downline ke sabhi 16 GPS members bhi Plot achieve kar ke Booking karwa lete hain aur sabhi Apni EMI 833/- Regular  Jama karte hain to Aise member ki EMI @ ₹833/- GPS ki taraf se 60 month tak di jayegi.
* Plot ki Rakam puri chukane ke baad 4 saal ke baad agar member chahe to plot ki Registry hume karwa ke Total Jama Rakam ka Doguna wapas le sakta hai.
* U.P. ke baahar ke Rajyon ke members ko Plot ke badle Rs. 15,000/- Ki Fixed Deposit diya jayega.
* 30 Dosto ke naam ki proposal list dene wale members ko joining ke baad 3 Patch, 1 Noni, 1 CUG Sim ka Gift diya jayega. Jis se unke liye GPS List milte hi unke liye kaam karna shuru kar sake aur unko jyada se jyada laabh dilaya ja sake. Members 4 month ki proposal list ek sath bhi de sakta hai, Use apne doston se Humari meeting fix karwani hogi aur plan dikhane ya join karwane ka kaam GPS unki taraf se karta rahega.
* GPS Mini jyada se jyada logo ko Plot dilane ke liye hai, GPS Advance Booking @ 7000/- ke Special Offer GPS Mini @ 4500/- ke liye maany nahi honge. Jaise jaise sabhi Joined member Full Package se Join hote jayenge unko baki ke laabh apne aap milne shuru ho jayenge.
* Jin States me CUG Sim kaam nahi kar raha aur Noni Juice waha abhi nahi diya ja sakta aisi jagah ke members ko Rs. 1,000/-  ki Fixed Deposit 6 saal me doguna scheme me di jayegi aur 1 I.D. bhi Noni wali mil jayegi jiska Business Value Noni Juice ke barabar hi hai.
* Plot ki Site aur Size kewal Stock rahne tak hi hai. Stock khatam hone ke baad ke Achievers ko is Booking Amount ke Plot uplabdh na hone par 15,000/- ki Fixed Deposit Diya jayega.
* Adhik jankari ke liye GPS office me 11 a.m. se 6 p.m. ke beech me aakar sampark karen. (Budhvar Chhodkar)

शनिवार, 16 अप्रैल 2016

Rs. 30,000 me Unnao me Plot ki Registry Karwayen


       Dahi Chauki ke paas, Unnao me (Kanpur -Lucknow Highway se kewal 6 km. Ki doori par) Highway se 3 Km. andar Raibareli Road se 3 km. Ki doori par 300sq. Ft. Size ka 1 Plot Book karwayen kewal ₹ 30,000/- aur 
₹2828/- ki 12 Post Dated Cheque (PDC) dekar
Plot ki Registry karwayen, kabza haasil karen aur yadi aap chahen to Plot Company dwara 4 saal baad apki jama rakam ko us plot ke bdle doguna daam me bikwane ka likhit samjhauta bhi..
Yadi aapke diye 30 dosto ki list me se 30 din me 16 doston ne plot ka yahi package (ya is se adhik ka) kharid liya to aapko aapke jama rakam ₹ 30,000/- to GPS dwara wapas milenge hi sath me GPS Group me ₹ 7,000/- se Advance Booking bhi GPS dwara mil jayegi aur Mobile AntiRadiation Patch aur Alovera ki Sales ka bhi alag se laabh milega..
Ise kahte hain Aam ke Aam aur 
Guthaliyon ke DAAM..
Aapki rakam ke sath sabse baad me judne wala vyakti bhi ab ye nahi keh sakta ki mera paisa fans gaya ya iski topi uske sir jaisi koi baat uske sath huyi ho..
Uske diye gaye har maah 30-30 naam ki list se yadi 4 saal me ek bhi vyakti plot na bhi le to bhi usko to 4 saal me uski jama rakam ka doguna mil hi raha hai, Real Estate ke alawa kisi aur surakshit jagah me itne kam samay me aapki Rakam Doguna nahi ho sakti.. abhi khaas mauka hai jaldi hi puri jankari lekar khoj been puri kar le uske baad santusht hone par hi koi Plot Booking karwayen..
Note-
Is Package se shuru me Plot Book karwane par GPS Group me Entry nahi di ja rahi isliye GPS Loan, Promotion, GPS Clone ID, Free Entry etc ka laabh nahi diya jayega, Jis bhi vyakti ki GPS me Advance Booking se entry mil jayegi kewal wahi GPS ke Advance Booking ka Vartman labh utha sakta hai..
Ek maah me 16 Plot jis member ke dwara bikenge unko ₹ 30,000/- ki wapsi ke sath hi 12 maah ki EMI bhi shuru ke 3 member ko milega, lekin sabhi 16 plot minimum isi package ke hone chahiye..
Zindagi me awsar baar-baar nahi aata,
Abhi GPS Group ke Plotting Package ki nayi shuruaat hai isliye jyada labh apne members me banta ja raha hai.. Aage chalkar GPS Group apna lgbhag pura Commission nahi lautayega..

Aaj hi call karen ya GPS Head office aakar puri jankari haasil karen.


                                     GPS Group

गुरुवार, 31 मार्च 2016

7000/- tak Agar nahi kama paye to aapke paise wapas


       Har kisi ko Plan B rakh kar hi koi bhi kaam shuru karna chahiye,   Plan B safe rakhne ka matlab ye hai ki agar aap kisi Target ko pana chahte hain aur kayi koshishon ke baad bhi manzil tak nahi pahuch pate hain to bhi apna irada mat badaliye Rasta badal lijiye, Plan A ki jagah Plan B par chaliye..
Aur GPS me aapke paas manzil to ek hi hai SAFALTA, lekin raste kayi hain.
Aur isme aapko khud chalna bhi nahi hai, GPS Group ki sawaari bankar humesha sath dete rahna hai.
Kayi log aapse ye bhi kahte hain ki GPS to do nahi 24 Naavon ki sawaari hai, to unko humare GPS member ye jawab dete hain ki GPS khud me koi naav nahi, ye Bahut hi bada Pani ka jahaaj hai jiske andar 24 chhoti chhoti naav rakhi huyi hain har member ke liye, aur sawaari sirf GPS ki karni hai, Baki to Plan B wale naav hain.
Jab aapki Safalta ko Nishchit karne ke liye 24 Naav aapke paas ho aur aapke pair kisi do naav me nahi sirf GPS par majbuti se tike huye hon to aapko aapki Manzil tak pahuchne se koi nahi rok sakta.
Platinum Rank unke liye jo toofano ko cheerkar aage badh jate hain, Diamond Rank Medium logon ke liye, aur jo kismat pe jyada bharosa karte hain unke liye Golden Rank.. Yakin maaniye teeno rank ke GPS members apni manzil 5 saal ke andar zarur payenge. kyunki baad me jab Full package se joining hone par Senior Leader -4 joining lane wale, aur Leader -2 Joining lane wale Rank bhi jab GPS Plan me jab Add kiye jayenge aur pahle se jud chuke logon ko wahi sab fayda abhi sirf 7000/- ki advance Booking se hi milne lagega to khud sochiye aap apni manzil ke kitne kareeb pahuch chuke honge. Baad me judne walon ke paas 30-30 naamo ki proposal list banane me pareshani bhi ho sakti hai kyunki aapke milne wale aur bhi logon ke parichit hain, aur agar unhone list me unka naam pahle se de diya hoga to wo joining unke hi under me jayegi. Baad me aane walon ke liye Plan B hai, lekin abhi jo bhi Advance Booking se join karega wo success hoga hi hoga. Hume apne GPS Plan ke concept par itna bharosa hai ki aapko agar yakin na ho to aap 7000/- ki post Dated check bhi le sakte hain. Matlab ye ki agar 5 saal ke andar aap 7000/- ki apni Rakam GPS ke kaam se humse judi Networking Company se nahi kama pate hain to aapko aspke 7000/- wapas kar diye jayenge, lekin aise logon ko GPS Loan Pool ka laabh nahi diya jayega.
Loan Pool bhi ek bharose ka sauda hai, aur Check dena bhi Bharose ko jeetna hi hai. Hum apne unhi members par bharosa rakh sakte hain jinhe hum par bharosa ho. isme kisi ko koi pareshani bhi nahi honi chahiye. Hum to har tarah se apne members ka support karna chahte hain ki agar pahle level me aapke under me 16 joining ho gayi lekin un sabke under me kewal 12-12 joining hi huyi to bhi aapko Diamond Rank ke Dusre level ka laabh mil jaye, aur yadi 12 ki jagah kewal 8-8 hi ban jayen to bhi Golden Rank ka labh mil jaye.. Ye samajhne me shuru me thoda sa kathin jarur lagta hai par aapko jitni jyada suvidha koi dena chahega use mehnat bhi jyada hi karni padegi. Joining karne wale log Joining karke apna kaam shuru bhi kar chuke hain, aur har mahine apna Target bhi bana chuke hain, Kayi naye log internet par Daily Blog aur website dekhte hain to doston, Dekhne wale sirf dekh rahe hain, Dekhiye lekin agar koi cheez plan me samajh me nahi aa rahi to humse puchhiye. Humne to har ghar ko GPS se jodne ka Target banaya hai, ab faisla aapke hath me hai ki kab aur kis position ya rank me aap GPS Group me shamil hote hain. Shukriya

GPS Group Family
9532976765

रविवार, 20 मार्च 2016

मंगलवार, 8 मार्च 2016

Book Your ID in TOP Position

        If you understand our GPS Groups Concept then Book you ID for TOP position in all forthcoming Networking companies in GPS.  

       When you Join GPS and submit your 30 friends Proposal List, GPS give you 2 types Business Plan Networking company ID- Binary and Level Income.. After Joining 3rd Networking Companies ID joining in GPS Level Plan.. Its a systematic Concept for More Benifit and Success to our GPS members. Binary Plans Benifit and Income is depending on completing Pair, But Level Plan always give you some Benifit in starting but later it will give you Biggest Income later without capping. So our concept make sure for our GPS members Guaranteed Success from starting by two different types Business Plan.When you work systematic planned in any concept, step by step you achieve your Goals and Targets.  

        Hurry... Advance Booking Plan will closed in next month. After Launching you will Pay Full Package Booking Amount for Joining in GPS Group.. Best of Luck



                                 Group Profit Share


                               Mobile No. +91 7786918991, 

                                                             9532976765
                         Website- http://groupprofitshar.in/

गुरुवार, 3 मार्च 2016

Join 20 Networking Companies Only @ ₹ 350/- each

Holi Dhamaka Offer


 Group Profit Share me Special Pre Launching Offer me Kewal Rs. 7,000/- me aapko humare sath Judi 20+ MLM networking Company me Level 3 ya 4 tak Free Joining aur Products mil rahe hain. Agar aap total ID se Discount Joining Amount Rs. 7,000/- ka  average nikalenge to payengr ki aapki 20 ID kewal Rs 350/- me hi lag rahi hai chahe uski joining fees kistni bhi ho.
 Ab isse behtar mauka zindagi me shayad kabhi na mile. Isliye Jald se jald is Special discount Offer ka faayda uthayen warna baad me sirf yahi sochte rah jayenge Ki kaash maine pahle hi GPS Join kar liya hota.
Life me koi bhi Sunehra  mauka baar-baar aapke paas nahi aata isliye abhi hath me aaye sunahre Awsar ka Laabh turant uthayen aur aaj hi GPS me oining lekar safalta ki manzil par apna pahla kadam aage badha dijiye.

Shubhkamnayen


                                                             Group Profit Share